LYRIC
Are O Beta Ji Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Lyrics by C Ramchandra is Old Hindi Song from Album Albela (1951) Starring Bhagwan Dada and Geeta Bali. Are O Beta Ji Qismat Ki Hawa Kabhi Naram Song lyrics in English is written by Rajendra Krishna and music is given by C Ramchandra.
The Official Music Video of Are O Beta Ji Qismat Ki Hawa Kabhi Naram song by C Ramchandra is labelled by Shemaroo Filmi Gaane.
Are O Beta Ji Qismat Ki Hawa Kabhi Naram lyrics:-
O beta ji O beta ji
Are! o baabu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Bade akad se beta nikale ghar se actor hone
Wah! re kismat
Wah! re kismat kismat mein the likhe bartan dhone
Are bhai likhe bartan dhone
O beta ji
Jeene ka mazaa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Are! o baabu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Duniya ke is chidiyaa ghar me tarah tarah ka jalwa
Mile kisi ko sukhi roti kisi ko puri halwa
Are bhai kisi ko puri halwa
O beta ji
Khichadi kaa mazaa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Are! o baabu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Dard diya toh thoda thoda khushi bhi thodi thodi
Wah! re maalik Waah re maalik
Dukh aur sukh ki khub banayi jodi
Are Waah! khub banayi jodi
O beta ji
Jeewan ka nasha kabhi garam kabhi naram
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Are! o baabu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram-naram kabhi garam-garam
Kabhi naram-garam naram-garam
O beta ji
Song: Are O Beta Ji Qismat Ki Hawa Kabhi Naram
Artist: C Ramchandra
Lyrics: Rajendra Krishna
Music: C Ramchandra
Language: Hindi
Are O Beta Ji Qismat Ki Hawa Kabhi Naram lyrics by C Ramchandra.
Comments are off this post